
Gulshan ki faqat phoolon se nahin kaaton se bhi zeenat hoti hai,
jeene ke liye is duniya mein gham ki bhi zaroorat hoti hai.
Wo pursish-e-gham ko aae hain kuch keh na sakoon chup reh na sakoon,
khaamosh rahoon to mushkil hai keh doon to shikaayat hoti hai.
Karna hi padega zabt-e-alam peene hi padenge ye aansu,
fariyaad-o-fughaan se ae naadaan tauheen-e-mohabbat hoti hai.
Jo aake ruke daaman pe ‘Saba’ wo ashq nahin hai paani hai,
jo ashq na chhalke aankhon se us ashq ki keemat hoti hai.
Written by Saba Afghani
Aaj yunhin khayal aaya ke ye ghazal share karen aap sab se. This is not complete, 2nd paragraph nahin hai is mein. Waise to saari ghazal bohot hi khoobsurat hai lekin ye wali line to humari favourite hai… “wo pursish e gham ko aae hain kuch keh na sakoon chup reh na sakoon…” Kis khoobsurati se shayar ne kuch na keh kar bhi bohot kuch keh diya, gila kiya kar bhi diya aur nahin bhi.
Kai baar aisa hota hai ke koi aap se haal ehwaal maaloom kare ya koi sawal kare to haalat ya baat hi kuch aisi hoti ke jawaab mein kuch kehna bhi mushkil hota hai aur khamosh rehna to us se bhi kahin zyaada bhi mushkil hota hai… zabt karna padta hai… zabt karna aasan nahin hota bohot hi zyada mushkil kaam hai…
Oho! Aur aakhri do ashaar ki to baat hi kya hai.
Bohat khoob
LikeLiked by 3 people
Thanks
LikeLike
You’re welcome
LikeLiked by 1 person
Mashallah, have heard the first stanza often. very motivating.
ya aise dilemma bhare moments aate rehte hai life mein.
Aap ne achha kiya share kar ke.
Jazakallahu Khayran.
LikeLiked by 2 people
Waiyyakum. Thanks for giving it a read.
LikeLiked by 1 person
it was a pleasure.!
LikeLiked by 1 person
😊
LikeLike
بہت خوب!
اور جب کچھ نہ کہہ کر بھی کہنے کی بات ہو تو چند اشعار پیشِ خدمت ہیں(بچپن میں یہ غزل بہت سنی تھی )
کچھ بھی نہ کہا اور کہہ بھی گئے
کچھ کہتے کہتے رہ بھی گئے
باتیں جو زباں پر آ نہ سکیں
آنکھوں نے کہی آنکھوں نے سنی
کچھ ان کہے فسانے رہ بھی گئے
کچھ بھی نہ کہا اور کہہ بھی گئے۔۔۔۔۔
LikeLiked by 3 people
Kya baat hai zabardast!! 👌👌
Bohot pasand hai humen ye waali ghazal. kaafi zamaane pehle suni thi to saari yaad nahi thi. Bohot acha kiya share kar kiya. Maza aagaya padh kar. Bohot shukriya. 😊😊💕🌸
LikeLiked by 1 person
زہے نصیب 💕
LikeLiked by 1 person
❤️❤️
LikeLiked by 1 person
Kitna acha lagta hai sab urdu mein ki likha hua. Afoso sad afsos ke humen urdu zyada likhni aati nahin. Urdu ki To baat hi aur hai. Kamaal hi zubaan hai, kehne, sunne, dekhne, padhne, likhne har tarah se khoobsurat.
LikeLiked by 2 people
نہیں کھیل اے داغ یاروں سے کہہ دو
کہ آتی ہے اردو زباں آتے آتے 😍
LikeLiked by 2 people
Oho!!! Kya baat hai zabardast. Zabardast!!
Lajawab kar diya..🤐
LikeLiked by 1 person
Likh lete hain zara zara lekin slow aur mistakes ke saath. Ye sher share karne ka shukriya
LikeLiked by 1 person
کوشش جاری رکھیں 🤗
Practice makes you perfect 😃
LikeLiked by 1 person
In Sha Allah.
LikeLiked by 1 person
Waaaaah! Aaj toh dil hi khush kardiya aapne! ❤
LikeLiked by 2 people
Bohot bohot shukriya. 🌹
LikeLiked by 1 person
Bahoot khoob . 👌
LikeLiked by 2 people
Shukriya 😊
LikeLiked by 1 person
🙏🙏
LikeLike
Zabardast
Maza agaya ye parh ke❤
LikeLiked by 1 person
Thanku thanku 😍😍😊
LikeLiked by 2 people
Welcome 💓
LikeLike
“khaamosh rahoon to mushkil hai keh doon to shikaayat hoti hai”
This one has to be my favourite!🥺❤️
Kitni achi trha se likha gaya hai! Bohat khoob maza agya😍🙈
LikeLiked by 3 people
Humaari bhi favourite hai ye line.😍😍
LikeLiked by 2 people
Beauty!!
LikeLiked by 2 people
Thanks for appreciating.
LikeLiked by 1 person
You’re welcome!!
LikeLiked by 2 people