Good Day all! Assalamualaikum wa Rahmatullahi Wabarakatuhu (May the peace, mercy and blessings of Allah be with you). Aaj ki post ka aaghaaz karte hain Jigar Moradabadi ke is khoobsurat sher se. Image credit: Binte Bashir via Canva Zindagi ke gulshan mein door se dekha jaae to ek haseen khwaab ki maanind lagti hai jis… Continue reading Kaanton se Bhi Nibaah
Month: October 2020
Waqt bhi ajab hai
Waqt bhi ek badi hi ajab takhleeq hai Allah S.W.T. ki. Kab kis tarah guzar jaata hai humen ehsaas hi nahin hota. Is ki eham khoobi ye hai ke ye hamesha ek sa nahin rehta. Kabhi jald guzarta hai aur kabhi to guzaare nahin guzarta. Ye to ek aisi hairaankun baat lagti hai ke 10… Continue reading Waqt bhi ajab hai
Whispers of the Heart
Image credit: Binte Bashir via Canva Bade josh-o-kharosh mein blogging shuru to ki thi lekin his tarah kuch arse baad har cheez ka maza aur wo josh nahin rehta jo shuruaat mein hota hai wohi haal blogging ka bhi hua. Kuch to masroofiyat ki wajah se blogging mein kami aa gai aur phir na jaane… Continue reading Whispers of the Heart