Assalamualaikum wa Rahmatullahi wa Barakatuhu, Aaj aap se jo kalaam share karne ja rahe hain wo hain Merath Uttar Pradesh ke Ismail Merathi jin ka zikr kam hi suna hoga aapne lekin ye hamd jis ka har lafz aankhon mein ek khoobsurat manzar khench laata ha inaam hai Allah Rab-Ul- Izzat ka jo bande ko… Continue reading Tareef Us Khuda Ki
Tag: gulshan
Kaanton se Bhi Nibaah
Good Day all! Assalamualaikum wa Rahmatullahi Wabarakatuhu (May the peace, mercy and blessings of Allah be with you). Aaj ki post ka aaghaaz karte hain Jigar Moradabadi ke is khoobsurat sher se. Image credit: Binte Bashir via Canva Zindagi ke gulshan mein door se dekha jaae to ek haseen khwaab ki maanind lagti hai jis… Continue reading Kaanton se Bhi Nibaah
Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahin
Gulshan ki faqat phoolon se nahin kaaton se bhi zeenat hoti hai,jeene ke liye is duniya mein gham ki bhi zaroorat hoti hai. Wo pursish-e-gham ko aae hain kuch keh na sakoon chup reh na sakoon,khaamosh rahoon to mushkil hai keh doon to shikaayat hoti hai. Karna hi padega zabt-e-alam peene hi padenge ye aansu,fariyaad-o-fughaan… Continue reading Gulshan Ki Faqat Phoolon Se Nahin